Friday, May 3, 2013
saap kewal use hee nahi kat ta jo uska dushman hota hai,
uske kareeb jane wala har shakhs khatre ke andar hota hai,
isme galtee saap ki nahi us insaan ki hai jo uske paas gayaa aur saap ko apna samjha
aur jab saap ne dansh maar diya phir yeh sochna ki humne saap ka kuchh nahi bigada tha
phir bhee saap ne mujhe kyon dansh maar diya, sabse badee galti hee thee saap ke kareeb jaana !
Subscribe to:
Posts (Atom)
